،ﺍﺑﮭﯽ ﻭﻗﺖ ﮨﮯ، ﺍﺑﮭﯽ ﺳﺎﻧﺲ ﮨﮯ
Abhi Waqt Hai, Abhi Saans Hai,
Abhi Waqt Hai, Abhi Saans Hai,
ﺍﺑﮭﯽ ﻟﻮﭦ ﺁ، ﻣﯿﺮﮮ ﮔﻤﺸﺪﮦ
Abhi Laot Ao, Mere Gumshuda,
Abhi Laot Ao, Mere Gumshuda,
،ﻣﺠﮭﮯ ﻧﺎﺯ ﮨﮯ ﻣﯿﺮﮮ ﺿﺒﻂ ﭘﺮ
Mujhe Naaz Hai Mere Zabt Par,
Mujhe Naaz Hai Mere Zabt Par,
ﻣﺠﮭﮯ ﭘﮭﺮ ﺭﻻ، ﻣﯿﺮﮮ ﮔﻤﺸﺪﮦ
Mujhe Phir Rula Mere Gumshusha
Mujhe Phir Rula Mere Gumshusha
ﯾﮧ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﮧ ﺗﯿﺮﮮ ﻓﺮﺍﻕ ﻣﯿﮟ، ﻣﯿﮟ
Ye Nahi Keh Tere Firaaq Men, Main
Ye Nahi Keh Tere Firaaq Men, Main
ﺍﺟﮍ ﮔﯿﺎ ﯾﺎ ﺑﮑﮭﺮ ﮔﯿﺎ
Ujarr Gaya Ya Bikhar Gaya,
Ujarr Gaya Ya Bikhar Gaya,
ﮨﺎﮞ ﻣﺤﺒﺘﻮﮞ ﭘﮧ ﺟﻮ ﻣﺎﻥ ﺗﮭﺎ، ﻭﮦ
Haan Muhabbatoon pe Jo Maan Tha, Wo
Haan Muhabbatoon pe Jo Maan Tha, Wo
،ﻣﺠﮭﮯ ﻋﻠﻢ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺗﻮ ﭼﺎﻧﺪ ﮨﮯ
Mujhe Ilm Hai Keh Tu Chaand Hai,
Mujhe Ilm Hai Keh Tu Chaand Hai,
ﮐﺴﯽ ﺍﻭﺭ ﮐﺎ، ﻣﮕﺮ ﺍﯾﮏ ﭘﻞ
Kisi Aur, Magar Aik Pall
Kisi Aur, Magar Aik Pall
ﻣﯿﺮﮮ ﺁﺳﻤﺎﻥ ﺣﯿﺎﺕ ﭘﺮ، ﺫﺭﺍ
Mere Aasmaan E Hayat Par, Zara
Mere Aasmaan E Hayat Par, Zara
ﺗﯿﺮﮮ ﺍﻟﺘﻔﺎﺕ ﮐﯽ ﺑﺎﺭﺷﯿﮟ، ﺟﻮ
Tere Eltifat Ki Barshain, Jo
Tere Eltifat Ki Barshain, Jo
ﻣﯿﺮﯼ ﻧﮩﯿﮟ ﺗﻮ ﺑﺘﺎ ﻣﺠﮭﮯ
Mere Nahi To Bata Mujhe
Mere Nahi To Bata Mujhe
،ﺗﯿﺮﮮ ﺩﺷﺖ ﭼﺎﮦ ﻣﯿﮟ ﮐﺲ ﻟﺌﯿﮯ
Tere Dasht Chah Men Kis Liye,
Tere Dasht Chah Men Kis Liye,
ﮔﮭﻨﮯ ﺟﻨﮕﻠﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮔﮭﺮﺍ ﮨﻮﮞ
Ghane Jangloon Men Gira Hon,
Ghane Jangloon Men Gira Hon,
ﻣﯿﮟ، ﺑﮍﺍ ﮔﮭﭗ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﺍ ﮨﮯ ﭼﺎﺭ ﺳﻮ
Main Barra Ghupp Andhera Hai Chaar Suu
Main Barra Ghupp Andhera Hai Chaar Suu
ﮐﻮﺋﯽ ﺍﮎ ﭼﺮﺍﻍ ﺗﻮ ﺟﻞ ﺍﭨﮭﮯ، ﺫﺭﺍ
Koi Aik Charaagh To Jall Uthe, Zara
Koi Aik Charaagh To Jall Uthe, Zara
ﻣﺴﮑﺮﺍ، ﻣﯿﺮﮮ ﮔﻤﺸﺪﮦ
Muskura, Mere Gumshuda
Muskura, Mere Gumshuda
Comments
Post a Comment