تیز نمک
Taizz Namak
میری باتوں میں
Meri batoon men
Meri batoon men
چاٹ کا چٹخارا ہے
Chaatt ka chattkhara hai
Chaatt ka chattkhara hai
وہ چسکے لے لے کر سنتی ہے
Wo Chaske le le kar sunti hai
Wo Chaske le le kar sunti hai
میں یہ سمجھتا ہوں
Main ye samajhta hon
Main ye samajhta hon
مجھ پر مرتی ہے
Mujh par marti hai
مرنے والے خوابوں میں آتے ہیں
Mrne wale khuwaboon men aate hain
Mrne wale khuwaboon men aate hain
زندہ ہو کر
Zinda ho kar
Zinda ho kar
کبھی ڈراتے
kabhi darate hain
kabhi darate hain
کبھی ہنساتے ہیں
kabhi hansate hain
kabhi hansate hain
ندیوں اور پہاڑوں کی سیر
nadiyoon aur paharron ki sair
nadiyoon aur paharron ki sair
رنگوں میں گھل مل جانا
rangoon men ghull mill jana
rangoon men ghull mill jana
بادل کے گالوں میں رستہ بن جانا
badal ke galoon men rasta ban jana
badal ke galoon men rasta ban jana
چاند ستاروں کی جانب اڑنا
chand sitaroon ki janib urrna
chand sitaroon ki janib urrna
کسی انجانے بدن کی لذّت
kisi anjane badan ki lazzat
kisi anjane badan ki lazzat
معمولی باتیں ہیں
mamooli batain hain
mamooli batain hain
کچھ بھی ہو سکتا ہے
kuch bhi ho sakta hain
kuch bhi ho sakta hain
منظر میں
manzar men
manzar men
کانٹے،
kante
kante
آگ اور اڑتی راکھ
aag aur urrti raakh
aag aur urrti raakh
بد روحوں کے ناچ
bad roohoon ke naach
bad roohoon ke naach
پھٹتی ہوئی کوئی زمین
phatt ti hovi koi zameen
پیچھا کرتا کوئی سایا
peecha karta koi saya
آنکھوں کی سرخی
aankhoon ki surkhi
کچھ بھی ہو سکتا ہے
sote men koi irada
اپنا نہیں رہتا
apna nahi rehta
سب کو کھٹا میٹھا اچھا لگتا ہے
sab ko khatta metha accha lagta hai
کوئی سپنا
koi sapna
سپنا نہیں رہتا
sapna nahi rehta
sapna nahi rehta
کوئی اپنا
koi apna apna nahi rehta
koi apna apna nahi rehta
اپنا نہیں رہتا
Click Here to Read More About Saeed Ashar
Saeed Ashar Poetry Click Here
Saeed Ashar NazamClick Here
Saeed Ashar GhazalClick Here
Comments
Post a Comment